Wednesday 5 September 2012

Naa wo aa sake



Naa wo aa sake
naa hum kabhi jaa sake,

Naa dard dil ka

kisi ko suna sake.

Bas baithe hain
yaadon mein unki,

Naa unhone yaad kiya
aur naa hum unko bhula sake.....




·٠•●♥ Aasi Butt ♥●•٠·

No comments:

Post a Comment