Har aik lamha shab-e-gham hai kia kiya jaye....
Umeed-e-subha boht kam hai kia kiya jaye....
Sama liye hain zamane k gham hm ne....
Zamana is pe bhi barham hai kia kiya jaey....
...
Azeem tar hai ibadat shabaab main lekin....
Yahi gunah ka mosam hai kia kiya jaey...
Gunahgar-e-mohabat sahi magar
Gunah fitrt-e-adam ha kya kiya jaey...?
┏━┳━┳━┳┓┏━┳┳┳━━┳━━┓
┃╻┃╻┃━┫┃┃━┃┃┣┓┏┻┓┏┛
┃╻┃╻┣━┃┃┃━┃┻┃┃┃┏┃┃┏
┗┻┻┻┻━┻┛┗━┻━┛┗┛┏┗┛┏
No comments:
Post a Comment