Nigahain Rasta dekain "TUMHARA"
Lout ao na,
Tmhary bin nahi hota guzara
lout ao na,
Bichar k yar "TUJH" sy zindagi
pal pal tarapti hy, K tm bin ab nahi "JEENA" gawara
lout ao na,
Mujy darr hy k in tanhaiyun mai
toot jaon na,
Hy bas teri Muhabbat ka sahara
lout ao na, Tm he to zindagi ho Pyar ho
Dunia hamari ho,
Siwa tery nai koi hamara lout
ao na,
Meri taqdeer tu hay bas
tumhary sath wabasta, Kahein bujh jay na Qismat ka
diya lout ao na..
┏━┳━┳━┳┓┏━┳┳┳━━┳━━┓
┃╻┃╻┃━┫┃┃━┃┃┣┓┏┻┓┏┛
┃╻┃╻┣━┃┃┃━┃┻┃┃┃┏┃┃┏
┗┻┻┻┻━┻┛┗━┻━┛┗┛┏┗┛┏
No comments:
Post a Comment