Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Par
Is Liye Jab Chaha Yaad Kiya
Jab Chaha Bhula Diya
Janta Tha Wo Mujh Ko Bhulane Ke Har Andaz
Is Liye Jab Chaha Hansa Diya jab chaha Rula Diya
Rakhta Tha Wo Mera Buhat Hi Khyal
Is Liye Jab Chaha Khafa Kiya Jab Chaha Mana Liya
Lag Ta To Tha Us Ko Hai Mujh se Buhat Hi Pyar
Is Liye Jab Chaha Apna Bana Liya
Jab Chaha Daman Chura Liya..
┏━┳━┳━┳┓┏━┳┳┳━━┳━━┓
┃╻┃╻┃━┫┃┃━┃┃┣┓┏┻┓┏┛
┃╻┃╻┣━┃┃┃━┃┻┃┃┃┏┃┃┏
┗┻┻┻┻━┻┛┗━┻━┛┗┛┏┗┛┏
No comments:
Post a Comment